ahle nazar ki aankh ka tara Husain hai lyrics Hindi | अहल-ए-नज़र की आंख का तारा हुसैन है

 

ahle nazar ki aankh ka tara Husain hai lyrics Hindi | अहल-ए-नज़र की आंख का तारा हुसैन है


अहल-ए-नज़र की आंख का तारा हुसैन है

मौला अली का राज दुलारा हुसैन है


गुल हो गया है जहां से चराग़ ए यज़ीदियत

महशर तलक रहेगा जो हमारा हुसैन है

आगोशे मुस्तफा में जो खेला है सुबह ओ शाम

कितना वो मुस्तफा का दुलारा हुसैन है


जाते नही मोहर्रम में मस्जिद के दरमियान

ढोल ताशा बजा के कहते हो हमारा हुसैन है


गौस उल वरा या ख्वाजा पिया हों अख्तर रज़ा ने भी

हर एक औलिया ने पुकारा हुसैन है


जिस ने सिखाया हम को है सादात का अदब

जिस की अता रज़ा हैं वो हमारा हुसैन है


साक़िब को रोज़ ए हश्र का ख़द्शा नहीं कोई

बख़्शिश का उस के पास सहारा हुसैन है


✍️ MUHAMMAD SAQIB RAZA QURESHI ( WEBSITE ADMIN 



Ahle Nazar Ki Aankh Ka Tara Husain Hai 

Maula Ali Ka Raaz Dulara Husain Hai 


Gul Ho Gya Jahan Se Charag E Yazeediyat 

Maheshar Talak Rahega Jo Hamara Husain hai 


Aagoshe Mustafa Mein Jo Khela Hai Subh O Sham 

Kitna Wo Mustafa Ka Dulara Husain hai


Jaate Nahi Muharram Mein Masjid Ke Darmiyaan 

Dhol Tasha Baja Ke Kahte Ho Hamara Husain Hai


Gous Ul Wara Ya Khwaja Piya Hon Akhtar Raza Ne Bhi 

Har Ek Auliya Ne Pukara Husain Hai


Jis Ne Sikhaya Hum Ko Hai Sadaat Ka Adab

Jis Ki Ata Raza Hain Wo Hamara Husain hai 


Saqib Ko Roze Hashr Ka Khadsa Nahi Koi

Bakhshish Ka Us Ke Pas Sahara Husain hai






MUHAMMAD SAQIB

My Name Is Muhammad Saqib Raza Qadri Qureshi ( SAQIB QADRI ASJADI ) From PILIBHIT Nearest Bareilly Uttar Pradesh India 262001 | I am currently pursuing Bachelor of Arts

Post a Comment

Previous Post Next Post